AANSOO SHAYARI
Tears have a language; they express a condition of being. All of us shed tears for different reasons on different occasions. While tears are generally an expression of sorrow, they also express a rare pleasure on certain occasions.Lovers too shed tears but those tears probably tell more than what we generally know about. Here are some verses that reveal the meaning of tears. Bewafa Shayar ki Shayari आंसू शायरी | Ashq Shayari - Shayari on tears
When there is pain in the heart, tears come in your eyes. For this situation we have come up with a unique collection of latest Aansoo Shayari, Aansoo Sms, Ashq Shayari and Aansoo Status in Hindi and English. Read and share our collection that is completely related to the poetry of tears. Bewafa Shayar ki Shayari आंसू शायरी | Ashq Shayari
Tum Mujhe Hasi Hasi Me Kho To Doge,
Par Yaad Rakhna Fir Aansuon Me Dhundoge...
तुम मुझे हसी हसी में खो तो डोज,
पर याद रखना फिर आंसुओं में ढूंढोगे...
Chahat Wo Nahi Jo Jaan Deti Hai,
Chahat Wo Nahi Jo Muskaan Deti Hai,
Ae Dost Chahat To Wo Hai,
Jo Pani Mein Gira Aansu Pehchan Leti Hai...
चाहत वो नहीं जो जान देती है,
चाहत वो नहीं जो मुस्कान देती है,
ऐ दोस्त चाहत तो वो है,
जो पानी में गिरा आंसू पहचान लेती है...
Aansu Shayari 2 Lines
Nind Me Girte Hai Meri Aankhon Se Aansu,
Jab Tum Khwabo Me Mera Hath Chhod Deti Ho...
Aansu Shayari
Ab Teri Aankhon Me Aansu Kyu,
Jab Chhod Diya To Bhula Bhi Diya Hota...
Two Line Aansu Shayari
Yun to tujhe yaad karta nahi mai ab, Par pata nahi,
Aankhon se aansu apne aap nikal aate hai...
Aansu Shayari
Wo Yaad Karega Jis Din Meri Pagal Si Chahat Ko,
Royega Boht Phir Se Mera Hone Ke Liye...
Ashq Aansu Shayari
Rulaya Na Kar Har Baat Par Aye Zindagi Zaroori Nahi Ki
Sabki Zindagi Me Chup Karwane Wale Ho...
2 Line Aansu Shayari
Agar Aansuon Ki Keemat Hoti
Toh Takiye Arbo Me Bikte...
⊱✿ ✦ ✿⊰
Kareeb Hote Hue Itne Pass Ho The
Ki Bichadte Hue Ham Udaas Ho Gaye The...
⊱✿ ✦ ✿⊰






