Mohabbat Shayari : मोहब्बत शायरी
Mohabbat Shayari basically the meaning of mohabbat is true love, yes we all know only the lucky one's get their true love in their life. So here Mohabbat Shayari is the best way to express your love by using Mohabbat Shayari Quotes. We update our site daily with more than 500+ Latest Shayari. Latest Mohabbat Shayari, Hindi Shayari, Urdu Shayari and Shayari Poetry Quotes. Latest Mohabbat Shayari Collection 2020
Us shaks ko khuda maan baitha hu,
Ishq ko hi apni manzil maan baitha hu,
Bas ek arzoo hai uske sath jeene ki,
Shayad khuda se main Jannat mang baitha hu...
उस शख्स को खुदा मान बैठा हु,
इश्क़ को ही अपनी मंज़िल मान बैठा हु,
बस एक आरज़ू है उसके साथ जीने की ,
शायद खुदा से मैं जन्नत मांग बैठा हु
Mushkil tha alvida kehna,
Magar bahut zaroori tha,
Mera us se juda hona...
मुश्किल था अलविदा कहना,
मगर बहुत ज़रूरी था,
मेरा उस से जुदा होना
Mohabbat Shayari
Yeh kesi aag mujhme ki ek
Mudaat se tamasha dekh raha hun
Mai apne jalne ka...
यह किसी आग मुझमे की एक
मुदात से तमाशा देख रहा हूँ
में अपने जलने का..💔
Latest Shayari Collection
Aur phir yun hua,
Mujhe Sabr aa gaya...
और फिर यूँ हुआ,
मुझे सब्र आ गया
Latest Shayari Collection
Magar na'jane kyu is baar,
Muskura kar gaya hai...
लड़ कर फिर एक दफा दिल दुख गया है,
मगर न 'जाने क्यों इस बार,
मुस्कुरा कर गया है
Hasta toh roz hu
Lekin khush hue zamane ho gye...
हस्ता तोह रोज़ हु
लेकिन खुश हुए ज़माने हो गए
Latest Shayari Collection
Saboot har ek bat ka dena pad raha hai,
Bharosa waqayi bure
Dour se guzar raha hai...
सबूत हर एक बात का देना पड़ रहा है,
भरोसा वाक़ई बुरे
दौर से गुज़र रहा है
Tera pata nahi, par mera dil kabhi
Tayyar nahi hoga.
Mujhe tere alawa kabhi
Kisi aur se pyaar nahi hoga...
तेरा पता नहीं , पर मेरा दिल कभी
तैयार नहीं होगा .
मुझे तेरे अलावा कभी
किसी और से प्यार नहीं होगा







